Song Name: Zindagi
Film/Album: London Paris New York
Singer(s): Ali Ahsan
Music Director: Ali Zafar
Lyricist: Ali Zafar
Music Label: Sony Music
Zindagi Lyrics
Wo oh..
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan
Oo..
Chaha tha tujhko, paunga main toh
Dil ki thi raza
Kya hua yeh jo, jaanu na mein toh
Mil ke bhi judaa
Kya kahe, kuch na pata
Rab ka hai, yeh faisla
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan
Ho..
Iss dard mein ussi ko, main yaad karta rehta
Paunga mein ussi ko, jise pyaar mein tha kartha
Par hua, kuch na bayan
Dard ki lehar utthi darmiyan
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan
Zindagi, ik bayan
Likh diye, lafz yahan