Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon - Title Song / Track - Download
This is a discussion on Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon - Title Song / Track - Download within the Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon forums, part of the Star Plus category; Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon - Title Song / Track - Download
Title Track
(credit : starplus)
d o ...
jo pehle hua naa, ab hone lagaa hai, dil humko jagaa kar, kyun sone lagaa hai, yeh ishq hai yaa kuch aur hai, ya bas khaali-khaali shorr hai, isko main kya kahun, tu hi bataa...tu hi bataa iss pyaar ko kyaa naam doon? iss pyaar ko kya naam doon??
tujhko dekh kar, aankhein muskuraane lagti hain, tujhko milkar dhadkane gungunaanein lagti hai, aesaa hota hai kyun, mujhko khabar nahi, pehle kabhi hua aesa asarr nahin, jo mere dil ke paas hai, naye jaadu naye ehsaas, aese mein kya karun...kya karun, tu hi bataa, iss pyaar ko kyaa naam doon? iss pyaar ko kya naam doon??
tu hi bata mere maula, tu hi bata mere rabba, faasle meelon ke hain, dono hai alag disha, kabhi ye mil payenge, nahin kisiko hai pata, ik baat usme bhi hai, to ik baat usme bhi hai, hai dhoop saa woh agar, wo chaandi raat si hai, mil paaye kabhi dono, kya teri isme hai razaa...?